Hindi Song: Ghabarake Darr Darr Ke
Movie: Shaurya
Singer(s): Adnan Sami, Sunidhi Chauhan
Movie: Shaurya
Singer(s): Adnan Sami, Sunidhi Chauhan
(ghabarake darr darr ke, darr darake mar marakebas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai) - (2)deewaare rasta roke toh unase takaraana sikhojinda rehna hai sar uthaake toh mar jana sikhoghabarake darr darr ke, darr darake mar marakebas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai
jindagaani ko samajh le khel tu, muskuraake mushkilo ko jhel tusaari duniya mein nahi tujhsa koyi, tu anokha hai yaha, anmol tu(ghabarake darr darr ke, darr darake mar marakebas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai) - (2)
chaahe uss duniya mein tu jaaye kahinhaan julm se khaali nahi koyi jamitu jo chaahe toh mita de julm koshart yeh hai tujhko ho khud par yakin(ghabarake darr darr ke, darr darake mar marakebas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai) - (2)deewaare rasta roke toh unase takaraana sikhojinda rehna hai sar uthaake toh mar jana sikhoghabarake darr darr ke, darr darake mar marakebas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai
All Songs from Shaurya: