Taare Zameen Par – Taare Zameen Par hindi movie song lyrics

April 6, 2008 by tabraiz12
Song: Taare Zameen Par
Movie : Taare Zameen Par
Singer: Shankar Mahadevan, Dominique, Viviene

dekho inhein yeh hain os ki bundein, patto ki god mein aasaman se kudeangdaayi le ke phir karwat badal kar, nazauk se moti hasde phishal karkho na jaaye yeh, taare zameen paryeh to sardi mein, dhoop ki kirane, uthre to aangan ko sunhara sa karnemann ke andhero ko roshan sa karde, thiturti hatheli ki rangat badal dekho na jaaye yeh, taare zameen par

jaise aankhon ki deebiyan mein neediyaanaur neediyan mein meetha sa sapnaaur sapne mein mil jaaye farista sa koijaise rango bhari peechkari, jaise teetliyan phoolo ki pyaarijaise bina matlab ka pyaara rista ho koiyeh to asha ki leher haiyeh to umeed ki seher hai, khushiyon ki nehar haikho na jaaye yeh taare zameen par

dekho raaton ko seene pe yeh toh, jhil mil kisi lau se uge hainyeh to ambiyaan ke khushbo mein baago se beh chalejaise kaanch mein chudi ke tukdejaise khile khile phoolon ke mukhadeyeh bansi koi bajaaye pedo ke taleyeh to jhonke hai pawan kehai yeh ghungroo jeevan ke, yeh to sur hai chaman kekho na jaaye yeh.... taare zameen par

mohale ki ronak, galiyaan hai jaisekhilane ki zid per kaliyaan hai jaisemuthi mein mausam ki jaise hawaayeinyeh hai buzurgo ke dil ki duwaayeinkho na jaaye yeh taare zaameen perkabhi baatein jaise dadi naanikabhi chhlake jaise mum mum panikabhi ban jaaye bhole sawaalo ki jhadisannate mein hasi ke jasie, sune hoton pe khushi ke jaiseyeh to noor hai barase gar teri kismat ho badijaise jharne mein leharaaye chidiyaanjaise bheed mein ?jaise mann ko ??kho na jaaye, kho na jaayeeeee

Other Songs From Taare Zameen Par:
  1. Kholo Kholo Darwaaje
  2. Jame Raho
  3. Bum Bum Bole Masti Mein Dole
  4. Kyun Tera Bheja Kam
  5. Mera Jahaan…
  6. Meri Maa

Kyun Tera Bheja Kam…-Taare Zameen Par hindi movie song lyrics

April 6, 2008 by tabraiz12
Song: Kyun Tera Bheja Kam
Movie: Taare Zameen Par
Singer(s): Shankar Mahadevan, Bugs Bhargava, Shankar Sachdev, Raaj Gopal Iyer, Ravi Khanwilker, Loy Mendonsa, Amole Gupte, Ram Madhvani
why? why cant you?idiot! why cant you?kya hai problem, kyun tera bheja kam - 2kyun maths mein ho anda, kyun roj khaate dandadarma profeling spellin all wornggakshar ho nache kya kaai hai bhaangidiot duffer lazy crazy - 1kyun bhasha kharab, kyun na dete jawaabkyun karte nahi try why why why but why why why cant youkya hai problem, kyun tera bheja kamkyun rehte pesaddi, kyun handwriting raddikyun homework adhura, kyun dhyaan nahi purawhy? idiot!idiot duffer lazy crazy

this child can drive anybody mad, someone please call of his dadtumhara problem kya hai beta, murkh shuromanikyun number aate kaam kyun karte nahi saafkyun geography mein gol gol gol bol bol bolkya hai problemkyun tera bheja kamkya hai problemkyun tera bheja kamidiot!

Other Songs From Taare Zameen Par:
  1. Kholo Kholo Darwaaje
  2. Jame Raho
  3. Bum Bum Bole Masti Mein Dole
  4. Taare Zameen Par
  5. Mera Jahaan…
  6. Meri Maa

Mera Jahaan…-Taare Zameen Par hindi movie song lyrics

April 6, 2008 by tabraiz12
Song: Mera Jahaan…
Movie: Taare Zameen Par
Singer(s): Adnan Sami, Auriel, Ananya

a little sweat, a little softo little close, not too farall i need - 2 is to be freea little sweat, a little soft, o little close, not too far - 2all i need - 2 is to be free? main itna karein, chal padoon toh kitna doora little sweat, a little soft, o little close, not too far - 2? main itna karein, chal padoon toh kitna doorsapno ka buna sweater sa ?? safed baadalon ke paar, mera jahaan

let me in without a shout, let me in i have a doubt - 2there are more many more, many many mnay more like me(akela nahi main khuli aankhon se nind mein chaltagirta jyaada, kam sambhalata) - 2phir bhi na koi shak na shiva, nikalega phir se suraj jo doobahairat ho sabko aisa ajooba, hai mera jahaanopen eyes ?, how i run to the other side - 2? i just want to freeudane ko sau pankh diye hai, chadhane ko khula aasmaan - 2mudane ko hai karwat aur badhane ko mera jahaan

bachpan ke din chaar, na aayenge baar baarji le ji le mere yaar jeb khaali toh udhaar chi jindagi

Other Songs From Taare Zameen Par:
  1. Kholo Kholo Darwaaje
  2. Jame Raho
  3. Bum Bum Bole Masti Mein Dole
  4. Taare Zameen Par
  5. Kyun Tera Bheja Kam
  6. Meri Maa

Meri Maa- Taare Zameen Par hindi movie song lyrics

April 6, 2008 by tabraiz12
Song: Tujhe Sab Hai Pata… Meri Maa
Movie : Taare Zameen Par
Singer: Shankar Mahadevan

main kabhi batlaata nahi, par andhere se darta hoon main maayuun to main dikhlaata nahi, teri parwaah karta hoon main maatujhe sab hai pata, hai na maatujhe sab hai pata... meri maa

bheed mein yuun na chhodo mujhe, ghar laut ke bhi aana paau maabhejna itna door mujhko tu, yaad bhi tujhko aana paau maakya itna bura hoon main maakya itna bura... meri maa

jab bhi kabhi papa mujhe, zor zor jhula jhulate hai maameri nazar dhoondhe tujhe, sochun yahi tu aake thaamegi maaunase main yeh kehta nahi, par main seham jaata hoon main maachehre mein aane deta nahi, dil hi dil mein ghabraata hoon maintujhe sab hai pata hai na maatujhe sab hai pata... meri maao main kabhi batlaata nahi, par andhere se darta hoon main maayuun to main dikhlaata nahi, teri parwaah karta hoon main maatujhe sab hai pata, hai na maatujhe sab hai pata... meri maa

Other Songs From Taare Zameen Par:
  1. Kholo Kholo Darwaaje
  2. Jame Raho
  3. Bum Bum Bole Masti Mein Dole
  4. Taare Zameen Par
  5. Kyun Tera Bheja Kam
  6. Mera Jahaan…

all tracks lyricks from salaam e ishq

April 5, 2008 by tabraiz12

Saiyaan Re – Salaam-E-Ishq hindi movie song lyrics

April 5, 2008 by tabraiz12
Movie: Salaam-E-Ishq
Song Lyrics: Saiyaan Re
Singer: Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan, Shilpa

bin teri sajani laage jiyaan na
o o o o tadap tadap jaayein mere sab armaan
o saiyaan ko chodake na ja

(saiyaan re saiyaan re
ye gori baiyaan re) – 2
meri chudi mera kangana
yaad aayega tujhko sajana
bache hain bache hain ab kuchh pal tere kawaare
na re saiyaan ko chodake na ja – 2
aa na re saiyaan ko chod ke na ja
na re saiyaan ko chodake na ja

saiyaan re……….
ye ada
haay ye ada ye badan
haay surmayi ye nayan
haay aur ye jaadu…
ye nasha
haay ye nasha ye jalan
haay ye jalan ye chubhan
haay aur ye khushabu…
teri ye adaayein, teri ye jawaani
ab kahaan milegi mujhko ai deewaani
hoy oy oy oy rang rangili roop ki laali
shaan pe bikhri julf ye daali
bache hain bache hain ab kuchh pal tere kawaare
na re saiyaan ko chodake na ja – 2
aa na re saiyaan ko chod ke na ja
na re saiyaan ko chodake na ja

bhool ja
haay ab ye raatein kahaan
haay ab ye baatein kahaan
haay sun meri jaan
ja re ja
haay aur ye raahat kahaan
haay aur ye chaahat kahaan
haay pyaase mehmaan
aise na daga de, aisi na saja de
chain aaye jara aisi koi duwa de
hoy oy oy oy mera jhumka mera thumka
milanewala ab nahi tumko
bache hain bache hain ab kuchh pal tere kawaare
na re saiyaan ko chodake na ja – 2
aa na re saiyaan ko chod ke na ja
na re saiyaan ko chodake na ja

na ja na ja na ja ja re ja – 2
na re saiyaan ko chodake na chodake na ja, na re saiyaan ko
haay na re saiyaan ko chodake na chodake na ja
saiyaan re – 4
na re saiyaan ko chodake na ja
na ja na ja na ja ja re ja
na ja saiyaan na ja saiyaan na ja ja re ja
na re saiyaan ko chodake na
saiyaan saiyaan ko chodake na
na re saiyaan ko chodake na ja

Songs from this movie:

  1. Ya Rabba
  2. Tenu Leke
  3. Mera Dil Dil Mera
  4. Babuji
  5. Dil Kya Kare
  6. Salaam-E-Ishq

Ya Rabba -Salaam-E-Ishq hindi movie song lyrics

April 5, 2008 by tabraiz12
Movie: Salaam-E-Ishq
Song Lyrics: Ya Rabba
Singer: Kailash Kher

pyaar hai ya saja, aai mere dil bata
tootata kyon nahi dard ka silsila
is pyaar mein hon kaise kaise imntihaan
ye pyaar likhe kaisi kaisi dastaan
ya rabba de de koi jaan bhi agar
dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar
ho ya rabba de de koi jaan bhi agar
dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar
pyaar hai ya saja, aai mere dil bata
tootata kyon nahi dard ka silsila

kaisa hai safar wafa ki manjil ka
na hai koi hal dilon ki mushkil ka
dhadkan dhadkan bikhri ranjishein
saansein saansein tooti bandishein
kahi to har lamha honton pe fariyaad hai
kisi ki duniya chaahat mein barbaad hai
ya rabba de de koi jaan bhi agar
dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar
ho ya rabba de de koi jaan bhi agar
dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar

koi na sune sisakati aanhon ko
koi na dhare tadapati baahon ko
aadhi aadhi puri khwaishein
tooti footi sab farmaaishein
kahin shak hain kahin nafrat ki deewaar hai
kahin jeet mein bhi shamil palpal haar hain
ya rabba de de koi jaan bhi agar
dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar
ho ya rabba de de koi jaan bhi agar
dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar
ho o o pyaar hai ya saja, aai mere dil bata
tootata kyon nahi dard ka silsila
ho o o o ho o o o
na poocho dard bandon se
hansi kaisi khushi kaisi
musibat sar pe rehati hain
kabhi kaisi kabhi kaisi
ho o o o… rabba, rabba ho o o ho
rabba ho o o, ho o ho rabba

Songs from this movie:

  1. Saiyaan Re
  2. Tenu Leke
  3. Mera Dil Dil Mera
  4. Babuji
  5. Dil Kya Kare
  6. Salaam-E-Ishq

Tenu Leke -Salaam-E-Ishq hindi movie song lyrics

April 5, 2008 by tabraiz12
Movie: Salaam-E-Ishq
Song Lyrics: Tenu Leke
Singer: Mahalaxmi Iyer, SONU NIGAM

Baalika tumhare sapno ka
Raajkumar aa raha hai
varmala doli baarat sajake

dulha cha raha hai
shubhmangal savadhan

Heeriye sehra baandh ke
main toh aaya re
hey ya
doli baarat bhi saath mein
mein toh laaya re
hey ya

Ab toh no hota hai ek
roz intezaar soni
aaj nahi toh kal hai tujhko

Toh bas meri honi re
tenu leke main javanga
dil deke main javanga (2)

hey ya hey ya

Aa keh de zamane se tu
mere ishq ki hai daastan
hey ya hey ya

Aa keh de bahaane se mein
tera jism
hoon tu meri jaan
hoon tu meri jaan
kuch na chupa

Mushkilon se milta hai aisa sona pyar
soni Cheez tere jaise na mujhko
na mujhko aisi khoni re
Tenu leke mein javanga
dil deke main javanga
tenu leke main javanga
dil deke main javanga
hoyeeee

Jaa aise na tadpa ke
dekh le madhbhare andaaz se

Hey ya 2

O jaana tu Awaaz ko apni
aa mila ab meri awaaz se
arre haan keh de haan

kar diya hai tune mujhko
yun bekaraar maahi
keh diya duniya se main
teri mein teri ho gayi veeeee
tere naal mein aavangi
sasooral mein jaavaangi

hey tenu leke main javanga
dil deke main javanga
hey ya

Songs from this movie:

  1. Saiyaan Re
  2. Ya Rabba
  3. Mera Dil Dil Mera
  4. Babuji
  5. Dil Kya Kare
  6. Salaam-E-Ishq

Salaam-E-Ishq -Salaam-E-Ishq hindi movie song lyrics

April 5, 2008 by tabraiz12
Movie: Salaam-E-Ishq
Song Lyrics: Salaam-E-Ishq
Singer: Kunal Ganjawala, Sadhna Sargam, Shankar Mahadevan, Shreyas ghoshal, SONU NIGAM

Ishq hai,Teri aankhon ke matvaale
Kaajal ko mera salaam
Zulfon ke kale kale
baadal ko mera salaam
ghayal kar de mujhe yaar
tere paayal ke jhankar
hey soni sone,teri soni,
har adaa ko salaam

Salaam-e-Ishq.Ishq Ishq
Salaam-e-Ishq,Salaam-e-Ishq Ishq
Salaam-e-Ishq

Ho Salaam-E-Ishq Salaam-E-
Salaam-e-Ishq
Salaam-e-(2)Ishq hai….

Ho teri mastaani anjaani
bataon ko mera salaam
Rangon mein doobi doobi
raaton ko mera slaaam

Khwaabon mein kho gayi main
deewani ho gayi main
soney soney aisse soney
har adaa ko salaam

Salaam-e-Ishq.Ishq Ishq
Salaam-e-Ishq

Ho Salaam-E-Ishq Salaam-E-
Salaam-e-Ishq
Salaam-e-(2)
Ishq hai….

Teri meri nazar jo milli pehli baar
ho gaya ho gaya tujhse pyaar…
dil hai kya dil hai kya
jaan bhi tujhoe nisaar
maine tujhe kiya aitbaar
ho main bhi toh tujhpe mar gayi
deewanapan kya kar gayi
meri har dhakan betaab hai
palkon vich tera khwaab hai

Ho jaan se bhi pyaari pyaari
jaaniya ko salaam

Ho Salaam-E-Ishq Salaam-E-
Salaam-e-Ishq
Salaam-e-(2)Ishq hai….

Main tere ishq mein do jahan vaar doon
mere vaade pe kar le yakeen
keh raha aasman keh rahe hai zameen
tere jaissa dooja nahin

Ho aisse jaadoon na daal ve
naa aaon tere naal ve
jhooti tereedein chodh de
ab dil mere dil se jod de
ho jo abhi hai dil se
nikli uss dua ko salaam

Salaam-E-Ishq
Salaam-E-Ishq,Ishq,Ishq…Salaam-E-Ishq
Ho Salaam-E-Ishq Salaam-E-
Salaam-e-Ishq
Salaam-e-(2)Ishq hai….

Salaam-E-Ishq Salaam-E…(2)
Ishq hai

Rab se hai iltija maaf kar de mujhe
main toh teri ibaadat karoon
Aye meri soniye na khabar hai tujhe
Tujhese Kitni mohobbat karoon

Tere bin sab kuch benoor hai
Meri Maang Mein tere sindoor hai
sanson mein yehi paigaam hai
Mera sab kuch tere naam hai

Ho dhadkanon mein rehne
waali soniye ko salaam

Salaam-e-ishq

Songs from this movie:

  1. Saiyaan Re
  2. Ya Rabba
  3. Tenu Leke
  4. Mera Dil Dil Mera
  5. Babuji
  6. Dil Kya Kare

Mera Dil Dil Mera -Salaam-E-Ishq hindi movie song lyrics

April 5, 2008 by tabraiz12
Movie: Salaam-E-Ishq
Song Lyrics: Mera Dil Dil Mera
Singer: Nihira, shaan

Socho kabhi socho jara
Socho kabhi socho jara
Meri bechainiyon ka jahan dekho jara
Meri humnashi socho na dekho na socha jara

Socho ji socho aisa hota toh
Chahat ke pal koi saja leta toh
Aati jaati sanson mein basa leti mein
Khwabon se khayalon ko saja leti mein
Mera dil dil mera ishq mein
Ab tera ho gaya (2)

Socho ji socho aisa hota toh
Chahat ke pal koi saja leta toh
Aati jaati sanson mein basa leta mein
Khwabon se khayalon ko saja leta mein
Mera dil dil mera ishq mein
Ab tera ho gaya (2)

Main bhi bada anjaan tha
Tujhko nahi jo pechana
Kehte hain mohobbat kise
Janeja maine na jaana
Maine haan kar diya sanam
Ab toh na der kijiye
Tute na tute na kabhi aisa koi vaada dijiye
Mere yaara tujhpe bada mata hai dil

Phir bhi mujhse kehne se kyun darta hai dil
Mera dil dil mera ishq mein ab tera ho gaya 2

me and you love is me and you
me and you , me and you ,my love is true 2

Maine meri palkon taley jiske chehre ko chupaya
kaise mein batau tujhe milke bhi wo mil na paya
mujhe bahon mein bhar le tu
main tere paar hoon sanam
teri deewangi hoon mein
tere ehsaas hoon sanam
ho tere hi liye to hai mohobbat meri
jaanu main bhi jaany kya tamanna teri
mera dil dil mera ishq mein
ab tera ho gaya 2

Songs from this movie:

  1. Saiyaan Re
  2. Ya Rabba
  3. Tenu Leke
  4. Babuji
  5. Dil Kya Kare
  6. Salaam-E-Ishq